Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth)

Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth)

Introduction

Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth). Aap NBFC chala rahe hain.

Roz naye customers, loan approvals, EMI tracking aur field visits ka pressure to hota hi hai. 

Lekin ek hidden challenge hai jo aapke growth ko rokta hai—staff ko baar-baar training dena.


Field Officers ko mobile app diya, lekin unhe lagta hai ki system complicated hai. Kabhi “report download” option nahi milta, to kabhi “customer KYC” fill karna unclear lagta hai. 

Result? Har naye staff ke liye aapko do–teen din training aur phir bhi calls aate rehte hain— “Sir, yeh option kahan hai?”

Sochiye, jab ek simple task samjhate-samjhate hi itna waqt waste ho jaata hai, to asli growth par focus kab hoga?

According to Research Gate (2024) : “Role of Training in the Development of Employee Skills in Indian NBFCs”, yeh highlight karta hai ki NBFCs kaafi resources aur time training me invest karte hain, aur fir bhi “skill gap” barabar bana rehta hai.

Aur yahi reason hai ki 80% NBFC Directors apna golden time growth ke bajaye training par waste kar dete hain.

Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth)
Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth)

NBFCs ka asli challenge kya hai?

Complicated Interface:
Zyada buttons, confusing menus aur technical words Field officer ko confuse kar sakta hai unse, jisse unka aur aapka, dono ka hi bhot time waste hota hai.

Productivity Loss:
Jab staff ko “click kahan karna hai” samjhate-samjhate waqt nikal jata hai, to asli kaam— collection, client service aur follow-up peeche chhoot jata hai.

Training Pe Training:
Har naye field officer ke liye do–teen din training aur phir bhi “Sir, yeh option kahan hai?” ke calls aate rehte hain.

Socho, agar software apne aap bolta toh…..

Ek ideal situation ko imagine kijiye! 

Ki aapke Field officer ne app Khola, aur unke chehre par confusion nhi balki relief hai.

Aur wo bina kisi bhi guidance aur extra training ke samajh jate hai ki kis options ka kya use hai kaise use karte hai.

Report banani hai? Bas ek tap. 

EMI update karna hai? Bss kuch clicks aur kaam ho gaya.

Yeh sirf convenience nahi hai, yehi hota hai ek growth accelerator hai.
Easy Software = Happy Staff + More efficiency = Better Results

NBFCs ke liye ek simple software ka matlab hai 

  • Less Training Cost

Har naye officer ko baar-baar samjhane ki zarurat nahi. Ek-do ghante ki walkthrough ke baad wo kaam start kar dega.

  • More Productivity

Field officer Jahan apna 50% time “app seekhne” mein waste kar raha tha, ab wahi time collections aur customers pe laga paayega.

  • Accuracy & Speed

Jab system easy hai, mistakes kam hoti hain. Data entry aur reporting faster aur accurate hoti hai.

  • Customer Trust

Jab staff confidently kaam karega, client ko bhi lagega ki company professional hai.

NBFC Directors ke liye ek reality check:

Aapko har din business grow karna hai. Lekin growth tab possible hai jab:

  • Staff ka time training pe nahi, customers pe lage.
  • Data clear aur timely available ho.
  • Operations smooth ho jahan har field officer ek hi tarah se process follow kare.

Aur yeh tabhi possible hai jab aapka software complicated na hoke, balki easy aur fast ho. 

Ek aisa system jo samjhane mein waqt na le, balki turant use hone lage. 

Jahan technology aapke liye kaam kare, na ki aap technology ko samjhane mein apna time aur effort waste karein.

Agar aap bhi yeh soch rahe hain ki? 

  • Bina extra training ke system samajh lein
  • Reports aur collection easily manage kar saken
  • Aur customer ko ek professional experience de saken

…to aapko ek aisa software chahiye jo simple ho, smart ho aur specially NBFCs ke liye bana ho.

Aur iska solution hai, FYCIS.

FYCIS ka mobile app itna easy aur user-friendly hai ki field officer ko extra training ki zarurat hi nahi. 

Simple design, smart features, NBFCs ke liye!

 Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth). Aaj hi Fycis Software ko experience karein aur dekhiye kaise FYCIS meab tak 200+ NBFCs ki operations ko hassle-free banaya apne simple and sufficient features se. 

Janne ke liye call karein – 7080814044

Why 80% NBFC Directors Waste Time on Software Training (Instead of Growth).


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *